Saturday, April 11, 2009

waqt ka ye kaisa zakham hai

waqt ka ye kaisa zakham hai
mera zaher hi mera merham hai
ranjisho ki barish kiya kam hai
tera sitam aur uspe sanam hai
saye udasi ke khtam kiu na hote
dard mera ye tum ger baat lete
saya banke lipta tera hi gam hai
tut ke bikher gaye tukde ye dil ke
dherkano ko sametana ab kitna mushkil hai
zinda lash main bas baqi kuch dam hai
waqt ka ye kaisa zakham hai
mera zaher hi mera merham hai
bijli giraye tere bol hum pe
taiz hawaye dil doba jai
thnayi aur aag easmain lagaye
dekhe kidher hum kis ko bulaye
kitne akele dekho aaj hum hai
baithe akele baar baar ye soche
pyaar kerne wale bhi kiu dete hai dhoke
ab apni aarzo ka hum ko sina kafan hai
saath kisi ke jo jarha hai wo mera sajan hai
dard hai ghera kitna sitam hai
mera zaher hi mera merham hai
sochte thy hum ye tu hame bhut chaye
pyaar bheri baatein hum ko sunaye
gussa jab aaye tere gale lag jai
aaso mera ye tera aaso banjai
jhota tha wada jhota bharam hai
waqt ka ye kaisa zakham hai
mera zaher hi mera marham hai

Related Posts by categories



waqt ka ye kaisa zakham haiSocialTwist Tell-a-Friend